Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

TAZKIA-E-NAFS - Topics
Create Your Own App Store

* TAZKIA-E-NAFS > Topics


Subject: KHUDA KA WUJOOD
Replies: 3 Views: 416

mujy 29.03.14 - 01:03am
kio kar tum Khuda ka inkar kar saktey ho halakeh tum(maa k pait me)bejan the to usi ne tum ko zinda kia,phr wohe tum ko mar dale ga,phr wohe tum ko dobara zinda karega,phr usi ki tarf lotay jao ge.(surah bakra ayat:28) *

mujy 29.03.14 - 09:15am
wo wohe khuda hai jis ne tumhare nafaa k lye zameen ki kul chezo ko paida kia phr asman bnany ki tarf mutwajo hua to 7 asman hamwar o mustehkum bna dye or wo khuda har chez se khub waqif hai(surah bakra ayat:29) *

mujy 30.03.14 - 02:17am
sab taref khuda he ki ho jis ne asman or zameen ko paida kia or us me mukhtalif qismo ki tareki or roshni bnai phr(bawajod is k)kufar(dosro ko)apne parwardigar k barabar kartey hai(surah anam ayat:1) *

mujy 31.03.14 - 09:59am
wo wohe khuda hai jis ne tm ko mati se paida kia phr tumhare marnay ka waqt muqarar kar dya or us k nazdek qayamat ka aik waqt muqarar hai agarcha tum nahe jantay phr bhe tm ko shk hai(surah anam ayat 2) *


* Reply
* TAZKIA-E-NAFS Forum


Search:
topics replies


* TAZKIA-E-NAFS

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store